Allah ki raah mein kharch karke barkat hoti hai, aur jitna mumkin ho, ghareebon ki talash karo aur unki madad karo, chalte phirte sarak par khare maangne walo ko na do. Ta k wo jo ye mangne wala kam job ki tarah karte hain aur logo ka haq marte hain, Allah unhein hidayat de aur hum sabko bhi. Ameen