Pehle sanad ki tasdeeq karwana tulba k liye aik sabar azma marhala raha hai.
Wafaqi hakoomat ne sanad ki tasdeeq karwane ka amal asaan kr diya.
Atm jesi machino k zariye ab ye amal asaan ho gaya hai.
Aik machine me apne data ka andraj kren or chalan number hasil kren
or phr bank me fees jama krwane k bad dusri machine me chalan nmbr enter kr k tasdeeq shuda sanad ka print utha len.