Duniya mein pakistan ka parcham lehrany waly lamby qad k aadmi ghulam shabbir intiqal kar gaye.
“Shabir, 1980 mein Laliyan, Punjab mein paida hua, duniya ka sab se lamba admi, jiska qad 7 foot aur 8 inch tha. Shabir ne is waqt shohrat hasil ki jab unhein dunya ka sab se lamba Pakistani qarar diya gaya aur yeh aizaz 2000 se 2006 tak qaim raha.”
2008 mein Ghulam Shabbir ka naam Guinnes book of world record me darj hua tha.
Ghulam Shabbir ne 5th class mein school chhod diya taki woh apni family ke zarai zameen ke kamo’n mein madad kar saken . Lekin, jab woh 17 saal ka hua to apne zarai zameen ke kamoon ko bhi khuda hafiz keh diya.